Ek Mulaqaat Lyrics – Vishal Mishra & Shreya Ghoshal

Ek Mulaqaat Lyrics Song is Sung by Vishal Mishra & Shreya Ghoshal, and the Music is Composed by Javed-Mohsin and written by Rashmi Virag & Sameer Anjaan, and the Original Lyrics are Written by SameerEk Mulaqaat Lyrics Featuring Abhishek Malhan & Sakshi Malik.

Ek Mulaqaat Lyrics

Ek Mulaqaat Lyrics Song Details:

Song;Ek Mulaqaat
Singer;Vishal Mishra & Shreya Ghoshal
Music;Javed-Mohsin
Lyrics;Rashmi Virag & Sameer Anjaan
Cast;Abhishek Malhan & Sakshi Malik.
Label;T-Series

Ek Mulaqaat Lyrics

English Lyrics

Wakif Nahi Hai Tu Mujhse O Sanam
Jitna Dard Doge Rahega Utana Kam
Jaane Huyi Kaise Yeh Dooriyaan
Jitna Tu Tadpe Utna Tadpe Hai Hum

Zinda Rehne Ke Liye Teri Kasam
Zinda Rehne Ke Liye Teri Kasam
Ek Mulaqaat Zaroori Hai Sanam
Ek Mulaqaat Zaroori Hai Sanam

Isse Pehle Ke Yeh Sansein Ho Khatam
Isse Pehle Ke Yeh Sansein Ho Khatam
Ek Mulaqaat Zaroori Hai Sanam
Ek Mulaqaat Zaroori Hai Sanam

Oo… Oo… Ooo…

Rabba Rabba Karta Hai
Dard Dard Mera
Duniya Kyun Samjhe Na
Ishq Ishq Mera
Kisiko Kabhi Na Mile
Yaara Se Judaai

Mera Nahi Mera Nahi
Waqt Waqt Mera
Toote Nahi Toote Nahi
Sabr Sabr Tera
Marke Bhi Karunga
Na Tujhse Bewafaai

Waqt Lagta Hai
Zara Si Der Hoti Hai
Kabhi Toh Sau Janam Bhi
Kam Pad Jaate Hain

Main Samajhti Hoon
Magar Yeh Dil Nahi Samjhe
Lehar Se Kyun Kinaare
Mil Na Paate Hain

Jaane Huyi Kaise Yeh Dooriyaan
Jitna Tu Tadpe Utna Tadpe Hain Hum

Isse Pehle Ke Mera Toote Bharam
Isse Pehle Ke Mera Toote Bharam
Ek Mulaqaat Zaroori Hai Sanam
Ek Mulaqaat Zaroori Hai Sanam

Zinda Rehne Ke Liye Teri Kasam
Zinda Rehne Ke Liye Teri Kasam
Ek Mulaqaat Zaroori Hai Sanam
Ek Mulaqaat Zaroori Hai Sanam

Ishq Ke Dariya Mein Dil
Dekho Dooba Dooba Jaaye
Haar Gaya Jo Khud Se
Woh Fir Paar Nahi Lag Paaye

Ek Taraf Hai Saari Duniya
Ek Taraf Jaanam Hai
Chhod Ke Sab Kuchh Ishq Nibhaaye
Kaisa Paagal Pan Hai

Na Laila Ne Na Majnu Ne
Kheli Aisi Baazi
Rab Naraaz Hai Lekin
Fir Bhi Dono Ke Dil Raazi
Rab Naraaz Hai Lekin
Fir Bhi Dono Ke Dil Raazi

Ek Mulaqaat Zaroori Hai Sanam
Ek Mulaqaat Zaroori Hai Sanam
Ek Mulaqaat Zaroori Hai Sanam
Zaroori Hai Sanam
Ek Mulaqaat Zaroori Hai Sanam

Written by – Rashmi Virag & Sameer Anjaan

Ek Mulaqaat Lyrics

Hindi Lyrics

वाक़िफ़ नहीं है तू मुझसे ओ सनम
जितना दर्द दोगे रहेगा उतना कम
जाने हुई कैसे ये दूरियाँ
जितना तू तड़पे उतना तड़पे हैं हम

जिंदा रहने के लिए तेरी कसम
जिंदा रहने के लिए तेरी कसम
एक मुलाक़ात ज़रूरी है सनम
एक मुलाक़ात ज़रूरी है सनम

इससे पहले के ये सांसें हो ख़तम
इससे पहले के ये सांसें हो ख़तम
एक मुलाक़ात ज़रूरी है सनम
एक मुलाक़ात ज़रूरी है सनम

ओ…ओ…ओ…

रब्बा रब्बा करता है
दर्द दर्द मेरा
दुनिया क्यों समझे ना
इश्क इश्क मेरा
किसिको कभी ना मिले
यारा से जुदाई

मेरा नहीं मेरा नहीं
वक़्त वक़्त मेरा
टूटे नहीं टूटे नहीं
सब्र सब्र तेरा
मरके भी करूंगा
ना तुझसे बेवफ़ाई

वक़्त लगता है
ज़रा सी देर होती है
कभी तो सौ जन्म भी
कम पड़ जाते हैं

मैं समझती हूं
मगर ये दिल नहीं समझे
लहर से क्यों किनारे
मिल ना पाते हैं

जाने हुई कैसे ये दूरियाँ
जितना तू तड़पे उतना तड़पे हैं हम

इससे पहले के मेरा टूटे भरम
इससे पहले के मेरा टूटे भरम
एक मुलाक़ात ज़रूरी है सनम
एक मुलाक़ात ज़रूरी है सनम

जिंदा रहने के लिए तेरी कसम
जिंदा रहने के लिए तेरी कसम
एक मुलाक़ात ज़रूरी है सनम
एक मुलाक़ात ज़रूरी है सनम

इश्क के दरिया में दिल
देखो डूबा डूबा जाये
हार गया जो खुद से
वो फिर पार नहीं लग पाए

एक तरफ़ है सारी दुनिया
एक तरफ जानम है
छोड़ के सब कुछ इश्क निभाए
कैसा पागल पन है

ना लैला ने ना मजनू ने
खेली ऐसी बाजी
रब नाराज़ है लेकिन
फिर भी दोनों के दिल राजी
रब नाराज़ है लेकिन
फिर भी दोनों के दिल राजी

एक मुलाक़ात ज़रूरी है सनम
एक मुलाक़ात ज़रूरी है सनम
एक मुलाक़ात ज़रूरी है सनम
ज़रूरी है सनम
एक मुलाक़ात ज़रूरी है सनम

लेखक – रश्मि विराग और समीर अंजान

You May Also Like –

Kaise Hua Lyrics – Kabir Singh | Vishal Mishra

Yeh Aaina Lyrics – Kabir Singh | Amaal Mallik Feat. Shreya Ghoshal

If You Find Any Mistakes in the Lyrics, Please Report in the Lyrics Submit Section With the lyrics

My Websites –

DeeranStories
TheTopWorld

Leave a Comment